Saturday, 9 July 2016

Blogger.com Par Sabase Phele Blog Kese Banaye ye Janane Ke liye yha click kare


  ( Blog ) And  Website Kese Banate Hai Hindi Me :-

hi friends aaj ham ye jaanege ki blogger par free me website kese banate hai . Ager aap ke pass apana persanol business hai use online karana chate ho to apki website hona
 bahut jaruri hai

 or aaj ham ye jaanege ki free me website ( blog) kaise banate hai google ki madat se ...
kam karane se phele me apako batana chahunga ki ham jo website bana rhe  hai  bo ,blogger.com par banegi ( blogger.com)  google ki hi ek service hai jo bilkul free hai ..








(Blog) &  Website  Banane  ke  Liye  Kin -Kin  Chijo  Ki Jarurat Hai :-

1.  Ek Gmail Acoount               2. Computer


(Blog) & Website Kese Banaye  

Step  To Step Follow Karo :-

Step (1)    www.blogger.com par jaye


Ager aap ke pass phele se google acoount nhi hai to phele bnaye fir login kare...





         Step (2)  (Blog) & Website banane ke liye new blog key button pae click kare


Step (3) ab  Ek  Naya Windows Khulega 


is page me apako apane blog ka tital,and uska( url) or uska tempalte select karana hai uske 
baad apko  create blog key button par click karana hai 



(1)    Titale       -    isame apako apne Blog Ka naam dalna hai                             

                 (2)   Address    -      isame apako blog ka address dalana hai jo phele se kisi 
ka na ho

           (3)  Template  -    ishme niche diye huee Template ko select karana hai

(4)  Create Blog  -   last me create blog key button par click kare




  ye lo ab aapki website bankar tyaar ho gayi hai

##Note :- Ek baat ka diyaan rake aapke blog ki  jo link usme blogspot bhi rahega ..

Example :- maan liyee jiye ki aapane blog ke link  liya ( motu) to aapake blog ki link rahegi motu.blogspot.com .... Ager aapko ye blogspot hatana hai to uska bhi tips hai jo me aapko Agali post me batahunga ..

Ab hamane ye to shikh liya ki blog kese banate hai blogger par or ye kitana saral hai..















1 comment: