Monday, 11 July 2016

blogger me pheli post kese add karte hai Janne ke liye yha Click Kare

Blogger me pheli post kese Add Karte Hai :-




Aapne blog bana liya hai ( blogger.com ) par to ab aap tyaar hai ki blog par pheli post kese dale to chaliye dekhte hai ki pheli post dalane ke baat kese publish karb te hai ..





Ab yha par aapko ek baat ka diyaan rakhna bhut jaruri  hai ki aap jo koi bhi post karo 
uski acchi se jaankari hona chayee ..ager nhi to phele apani jaankari badao fir post likho..




Blogger me Post Kese Kare Uski Jaankari :-



Blogger me post karane ke liye  Sabase phele ( blogger ) me sign kare Fir Deksboard me 
Jaaye..





ab aap dekhongi ki New post karane ke liye aapke paas ( 2 ) option hai jisme se aap koi ek option per click kar sakate hai ( new post ke liyee)


(1)   pencil ki icon par click karke add kare 
(2)   new post ki button par click karke add kare 

en dono ka ek hi matalab hai aap kisi ek option par click karane ke baad ek naya page khulenga jisme aapko post edit karani hai ..





 Apani Post Ke Liye Post Tial Me Heading Dale :-

jo aapki post ka tital ha wo ek newspaer ki trah hona chayiyee jiscse vistor samj jata hai ki esh post me kiya hai ..

Apani Post Ko Badi Jagh me Likho :-

apani post ko kese likhe uski basic jaankari 

(1) post ko chote -chote paragraph me likho..achee se
(2) post me apako kam se kam 1 image jarur add kare
(3) post me aap kam se kam 300 sabd jarur likho... ( ishse post ko search engine me
      fida hota    hai )


ab aapane ye to sikh liya ki post kese karte hai ..lekin me aapako aage bataunga ki post ko or acchi tarah se kese likhe jise google pasanad kare...

                         OR

******** Post me Label Jarur Ddd Kare..







No comments:

Post a Comment